आजकल की युवा पीढ़ी आपने looks और त्वचा को लेकर बहुत ही जागरूक बन रही है हर कोई निखरी गोरी और बेदाग़ त्वचा पाने की होड़ में लगा हुआ है और इस लिए हर कोई मेहेंगे से महंगा skin केयर प्रोडक्ट जैसे क्रीम, लोशन, scrub आदि खरीद कर इस्तेमाल कर रहा है| ऐसा ही एक प्रोडक्ट है no scars cream जो की त्वचा से दाग धब्बों को दूर करती है तथा कील मुहासों से छुटकारा पाने में मदद करती है| सूर्य का प्रभाव, जले के निशान, मुहासों के निशान, काटने की निशान, acne scars आदि के निशान आप no scars क्रीम के नियमित इस्तेमाल द्वारा दूर कर सकते हैं| इस क्रीम में ऐसे ingredients पाए जाते हैं जो की कील मुहासे, त्वचा की inflammation और काले निशान और दाग धब्बे दूर करने में मदद करते हैं|
यहाँ हम जानेंगे की no scars cream के फायदे और नुकसान क्या हो सकते हैं यानि benefits and side effects of no scar cream in Hindi. साथ ही ये भी पता करेंगे की इसमें क्या पाया जाता है जो acne, pimples और दाग और जले कटे की काले निशान त्वचा से दूर करने में असरदार माना जाता है| साथ ही how to use no scars क्रीम के बार में|
क्या है no scars क्रीम और ये कैसे काम करती है ?
पहले no scar क्रीम के बारे में अपनी जानकारी बढ़ा लें| यह क्रीम torque कंपनी का उत्पाद है और इसमें Hydroquinone, Tretinoin और Mometasone नाम के घटक यानि ingredients पाए जाते हैं| इन घटकों के कारण no scars cream acne, pimple, inflammation, dark marks, black spots आदि को दूर करने में मदद करती है और भविष्य में होने वाले pimples और pimples के कारण त्वचा पर पड़ने वाले निशानों को होने से रोकती है| साथ ही इस क्रीम का नियमित उपयोग आपकी skin की ऊपरी मृत और बेजान परत को हटाकर आपकी त्वचा को कोमल और निखरा हुआ बनता है|
नोट: sensitive skin वाले लोग इस क्रीम को इस्तेमाल न करें|
NO scars cream ingredients
जैसा की हमने पहले बताया की इस क्रीम में Hydroquinone, Tretinoin और Mometasone नाम के ingredients पाए जाते हैं और इन्ही के कारण यह क्रीम फायदेमंद या नुकसानदेह बनती है| आइए थोड़ी जानकारी लेते हैं इन ingredients के बारे में|
Hydroquinone
Hydroquinone को त्वचा के कालेपन को दूर करने की लिए उपयोगी माना जाता है| यह त्वचा से दाग धब्बे मिटने में सक्षम होता है क्योंकि यह एक प्रकार का melanin synthesis inhibitors है यानि यह त्वचा को कला करने के लिए जिम्मेदार melanin वर्णक के निर्माण को बाधित करता है| यह आपकी skin को ब्लीच करके dark skin और dark patches को दूर करने में मदद करता है|
Mometasone
यह घटक skin के कई प्रकार के रोग दूर करने में असरदार माना जाता है | यह एक प्रकार का corticosteroid है यह cytokines के प्रभाव को ख़तम कर skin से inflammation, सूजन और खुजली को दूर करता है|
Tretinoin
यह ingredient विटामिन A का एक रूप होता है जो की अकसर acne, pimples और सफ़ेद दाग के ट्रीटमेंट में उपयोग में लाया जाता है| यह skin की ऊपरी परत को दूर करता है और नयी skin के बनने को तेज करता है|
No scars cream के फायदे (benefits) क्या हैं?
हमनें कई लोगों से बात की और काफी रिसर्च के बाद इस क्रीम के फायदे यानि benefits के बारे में जाना| क्रीम इस्तेमाल करने वाले लोगों द्वारा दी गयी जानकारी के अनुसार इस क्रीम के निम्न फायदे हैं|
यह pimples को दूर करती है तथा skin की inflammation को भी कम करती है|
यह त्वचा से काले दाग, black patches और कालापन दूर कर आपको गोरी और इवन skin tone देने में मदद करती है|
यह त्वचा से हानिकारक बैक्टीरिया की growth को नष्ट करती है और आपको skin इन्फेक्शन से बचने में मदद करती है|
त्वचा की ऊपरी dead skin cells की परत को हटकर नयी त्वचा की परत को ऊपर लाती है|
यह रिजल्ट्स जल्दी देती है|
जले कटे और pimples के निशान को मिटने में मदद करती है|
pregnancy के बाद पेट से स्ट्रेच marks दूर करने में सहायक है|
NO scars cream के नुकसान या side effects क्या हो सकते हैं?
ऑनलाइन no scars क्रीम के revieवस और medical shop वालों से इकठ्ठा किये गाये डाटा के आधार पर हम आपको no scars क्रीम के side effects या नुकसान बताने जा रहे हैं| यह बात तो आप भी जानते हैं की किसी भी skin केयर प्रोडक्ट के फायदे या नुकसान उनमें पाए जाने वाले ingredients के कारण होते हैं| no scars cream के भी कुछ side effects है खास कर उन लोगों के लिए जिनकी skin या तो ड्राई है या फिर बहुत ही sensitive है|
त्वचा की एलर्जी, skin पर जलन, irritation, skin rashes, त्वचा से पपड़ियों का उतरना, त्वचा का लाल पड़ जाना, खुजली, लाल दाने होना, खुश्की होना आदि no scars क्रीम के कुछ side effects हो सकते हैं| इसलिए हमेशा आप skin patch test करने के बाद ही इसे अपने चेहरे पर इस्तेमाल करें|
नोट:- pregnancy के दौरान इस क्रीम का प्रयोग करना वर्जित है|
No scars cream – how to use
इस्तेमाल करना आम क्रीम की तरह है जिसमें आपको रात को सोने से पहले अपने दाग धब्बों पर इस क्रीम की थोड़ी सी मात्रा लगानी होती है| यदि आपका चेहरा uneven है यानि किसी जगह से काला और किसी जगह से गोरा तो उस स्तिथि में आपको पूरे face पर इस क्रीम की पतली सी परत लगनी होती है| सुबह उठकर अपने चेहरे को धो कर मॉइस्चराइजिंग लोशन लगाना होता है| मॉइस्चराइजर नहीं लगाने पर त्वचा बहुत जयादा ड्राई और flaky हो सकती है|
जैसा की अब आप जान चुके हैं की no scars cream के benefits और side effects क्या हैं तो अब आप इसे आराम से इस्तेमाल कर सकते हैं| लेकिन धयान रहे की की यह कोमल और sensitive skin वालों के लिए सही प्रोडक्ट नहीं है और अच्छा होगा की आप सीधे चेहरे पर इस्तेमाल करने से पहले अपने हाथ के पीछे की तरफ कुछ देर या पूरी रात इसे लगाकर skin patch test कर लें ताकि आपको को side effect न हो|
अब आप हमसे No scars cream benefits and side effects शेयर करें ताकि इस प्रोडक्ट के बारे में हमें और अधिक जानकारी मिल सके|
No scars cream h to fayedemade pr ise si s lagana jaruri hota h kyo ki is cream k kafi side effects hote h is liye ise us krne s phele ek bar rat ko sone s phele ise hat k piche jrur lagaye taki aal ko side effect n ho…☺☺!!
thoda paresan hu lekin chote chote pigmetion hai ya chote barik daag jo dur se to na dikh ta hai lekin mirur ke paas sid me aakho ke aas pass dikhai dete hai so hume batae ki hum kya kre ki daag bhi jae aur cehra bhi sin kre
renna ji sorry for the late reply…..was out of town……aap rojana vitamin e oil aur nimbu ke juice ka mixture din mein 2 time lagaiye …saath hi har doosre din …….badam ko doodh mein bhikar paste banakar spots par lagaiye……..kuch hi hafton mein daag poori tarah chale jayenge…..ho sake to aloe vera ka ras bhi daag par lagaiye
sir mere face pe 3 years se daane hai aur black daag bhi hai. no scars se solve Ho Jayega ya kuchh aur try Karna parega bata dijiye plzzzz
aap no scars try kar sakte hain
Hiii
Sir.
Mai ranjeet kumar mujhe pimples aur black dhave hai. Maine 2 year’s se bahot se products use keya ex: Acne star. Alovera skin. Patanjali etc.
Ye products use karane ke bad bhi mere pimples. Dhag hatate fir ho jate mai bahot preshan hu ishse side effects bhi huaa to Maine 6 month pahale se use karana band kar diya hai.
Not.Ab mai keya karu Sir.
@Ranjeet Kumar
Mob. +917011483571
No scars bahut zuta products h
meri skin pahle achi thi par no scars ke istmal se skin puri kali pad gayi h
bakwas h NO SCARS
sachin ji kisi par suit karti hai kisi par nahi…
Comment: Hello main bhi use karta tha ye cream but face p lal rang k dhag aagye hai kya karu koi sulation hai?
aap cream use mat kariye shayad aapko allergy kar rahi hai wo ….aap chehre par soframicin lagayein yadi chehre par irritation hai to warna…gulabjal, chandan powder ,multani mitti powder ka face mask istemaal karein
Hai bus aap phir se ohi cream us lal dhabbe par lagao
Such me meri bhi skin ko lal dhabbe the lekin maine fir se iss cream ko use kiya iske baad 8-10 din baad ye mit gaye
mere ko pimple hote hai pas bi banta hai jisxey gadde ho gye hai to is cream ko direct use kru ya fir sath me koi or produst bhi lena hoga sir pimples abhi bnd nahi huye hai
aap cream ko kuch din istemaal karke dekh sakte hain
Sir mere cheese pad do kale dhave ho Gaye he kya karu
aap rojana unpar nimbu ka ras aur vitamin e oil llagayein din mein bhi aur raat ko sone se pehle kuch hi hafton mein wo gayab ho jayenge
Fake cream..face khrab kr deti h ye cream
Sir mare eyes ke neche dark circle ahe kya karu
aap rojana raat ko 10 badam pani mein bhigokar rakhein aur subhe unhein doodh ke saath kha lein….15 din baad batayein ki dark circles hain ya nahi…saath hi neend khoob lein
sir,
dark circle pe ye cream lgaye ya nahi???
nahi aap rojana badam khaiye doodh ke saath dark circles door hojayege
Sir mere face p pimples k kale daag pd jate h bhut cream use ki h lekin Kuch b nai hota unse or Dane nikl ate h meri skin dry h Kya m use kro es cream ko
aap rojana apne face par din mein do baar vitamin e oil aur nimbu ke ras ka mixture lagayein…kuch weeks mein problem jad se door ho jayegi
Don’t use this cream bcz as u strted using it u feel vry nice bt whn u stop using, it left ur skin dull more thn before. Nevr use it.
Main pahle kafi kala hua karta tha but jab see. NO scars cream use karna start kiya hai tab se mai kafi gora ho gya hu thanks to no scars
But mere face pr kale kale daag hai wo kafi Dino se nahi ja rhe so mujhe btaye ki mai kya kru ki mera face clean ho jaye……..
aap nimbu aur vitamin e oil ka mixture apne face par lagayein kuch weeks ke liye
Can i use no scar cream for life time
why for life time????
sir me ye cream use krti thi 6month use krne k bad mene chhoda to pura face kala ho gya or daag dhabbe Jo pahle kbi nhi the me kya kru muje iske result bahut pasand he but kya kru jisse isko use b kru or side effects b na ho plz tell…
aap rojana vitamin e oil aur nimbu ke ras ke mixture ko apne face par lagayein…aisa din mein do baar karein…yadi no scars cream aapko side effects de rahi hai to uska use na karein
sir ESA kuch bataye jisse chhodne k bad b ye cream side effect na kre
or sir agar is cream ko use nhi krte to face bigad jata he ise use krte rahna zaruri ho jata h me kisi b cream ki adat nahi dalna chahati
Sar Meri skin oily hai Kya mein yeh carim use Kar sakta hu plz bataiye
kar sakte hain
sir mere sawalo k jawab
S.k.s kya no scar cream use krane se glasukhata hai
mai is cream ko Kafi din use kiya kafi achhe rijult bhi aaye do hafton se Maine use choda hai
to scin puri Kali ho gyi hai aur daag dhabbbo se pura chehra barbad ho gya hai
to mujhe bataye kya mai ise dobara use kru ya kuch aur try kru please ryply me
aap cream use kar sakte hain…jab aap cream ka istemaal band karein to apni skin ko surya se bachayein saath hi rojana kuch dino tak vitamin e oil aur nimbu ke ras ke mixture ko apni skin par lagayein
hello sir me thoda face pr jal gya hu mtlb burn ho gya to sir uske daag ho gye to me kya kro jisse ki mera face phle jesa ho jye or daag jad se mit jayee…..
aap rojana face par vitamin e oil aur nimbu ka ras barabar matra mein milakar din mein do baar lagayein…isse daag door ho jayege kuch dino mein
sir mere skin pr take ka nishan he purana kya kru
aap rojana din mein do baat nishan par vitamin e oil aur nimbu ke ras ka mixture lagayein….kuch hafton mein nishan gayab ho jayenge
Sir mere face me keel muhaso ke karan hulke hulke gaddhe ho gaye hai please sir koi dva ya cream bataye
vinod hi aap article mein likha hua exfoliation ka section padhein aur waisa hi karein gaddhe door hojayenge
Maine kuch dino pahle se ye cream use kr raha hu
but iske side effects mere face PR ho gye chehre se papdiya nikal rahi hai pura face kharab ho gya hai please mujhe solution btaye ki mera face clean ho jaye please mai kafi problem me hoooooo
rahul ji aap vitamin e oil aur nimbu ke ras ka mishran kuch dino tak apne face par lagayein….sab theek ho jayega …aur cream ka use band kar dein
𝘕𝘰 𝘴𝘤𝘢𝘳 𝘤𝘳𝘦𝘢𝘮 𝘣𝘩𝘰𝘵 𝘩𝘪 𝘣𝘢𝘥 𝘤𝘳𝘦𝘢𝘮 𝘩𝘢𝘪, 𝘪𝘴𝘦 𝘶𝘴𝘦 𝘬𝘢𝘳𝘯𝘢 𝘤𝘩𝘰𝘳𝘯𝘦𝘴𝘦 𝘧𝘢𝘤𝘦 𝘬𝘰 𝘬𝘢𝘭𝘢 𝘬𝘢𝘳𝘥𝘦𝘵𝘢 𝘩𝘢𝘪 𝘰𝘳 𝘓𝘰𝘯𝘨 𝘵𝘪𝘮𝘦 𝘶𝘴𝘦 𝘬𝘢𝘳𝘦𝘯𝘨𝘦 𝘵𝘰𝘶 𝘣𝘩𝘰𝘵 𝘩𝘪 𝘴𝘬𝘪𝘯 𝘱𝘳𝘰𝘣𝘭𝘦𝘮 𝘥𝘪𝘬𝘩𝘢𝘪𝘥𝘦𝘨𝘢 𝘰𝘳 𝘪𝘴𝘦 𝘴𝘬𝘪𝘯 𝘤𝘢𝘯𝘤𝘦𝘳 𝘷 𝘩𝘰𝘵𝘢 𝘩𝘢𝘪, 𝘴𝘰 𝘮𝘢𝘦 𝘴𝘢𝘣𝘴𝘦 𝘳𝘦𝘲𝘶𝘦𝘴𝘵 𝘬𝘢𝘳𝘵𝘪 𝘩𝘶𝘯 𝘬𝘰𝘪 𝘷 𝘢 𝘤𝘳𝘦𝘢𝘮 𝘯𝘢 𝘭𝘢𝘨𝘢𝘺𝘦𝘯
Kya sachme use karne ke bad face kharab ho jata hai ya skin dull ho jati hai. Plzz reply
सर मेरे चेहरे पर गङ्ङे हे मैँ क्या करु बताये सर PLZ
aap hafte mein 2-3 baar apni skin ko exfoliate yani scrub karein
No scars क्रीम भहुत आची है मै रोजाना USE करता हु..
Hi sir main kafi preshan hoo
Main is cream ko kafi dino se use kr rha hoo
But ye kafi fayde mand hai is liye mai ise chodna nahi chahta
Aur mai pimples se kafi presan hoo ek katm hota hai to 2sra aa jata hai aur ye kafi dard nak aur bade hai iske alava lal dag hai face pr jo mitate hi nahi
Mai pahle bhi aapse sujhav le chuka hoo
Aapne kaha tha vitamin e oil aur nimbu ka mixtur lagau but oil nahi mila
To kya mai kapsuil ko nichod kr use kr sakta hoo please bataye aur
Agar haa to isko use kab aur kaise karna hai
And cream bhi lagao ya vitamin e oil aur nimbu . Ya fir cream bhi use karna hai
ji haan aap capsule use kar sakte hain saath mein pimple hote hi uspar fusidic acid yukt cream lagaiye…pimple wahi khatam ho jayega
Sir agar aap fucidic acid yukt kream ka naam bta de to achha hoga please ya
Aur uske baujud bhi cream use karna hai kya
Aur capsuil aur nimbu kab aur kitani baar lagani hai hai please tell me
9934790840 sir ye mera number hai please agar aap call me bta de to achha hoga sir please
aapko phone par hi batayenge rahul ji
Hii sir mai ye cream kafi dino se use kar rha hoo
But pimples jate hi nahi ek ke baad ek aa jate hai
Aur vo kafi bade aur drd bhi bahut hoti hai
Sir mai vitamin e capsuils apne scin pr use kar rha hoo nimbu ke sath pr kya cream bhi use kru ya fir nimbu aur capsul
Sir mere scin pr fucidic acid cream bhi pimpels pr lagata hoo lekin ek ke baad 2sri aa jati hai
To sir mujhe btaye ki mai kya kroo mai kafi preshan hoo
Aur pleaae clear batana sir please thanks
aap fir ek baar clindamycin use karke dekhein
hlo sir can u tell me that ki m is cream ko use krne ke baad m easily sunlight me ja skti hu ya night ko use krne ke baad next day mrng sunlight me…..?
pooja ji sunlight mein jaana ho to pura cover karke means scarf , cotton gloves ke saath…….raat ko use karne par fayda hoga…lekin fir bhi skin protection kariye
sir ji ma kya karu ma iss cream ko 1 time use karr raha hu
monu ji aap regular use karke dekhein
mossrige losan 1 time sa use karna padega sir ji….
ji han monu ji
sir mere bhi pimple bhut nikte h or ps bhi niklta h muhase bhi h to kya use kr skte h plzz reply
aap clindamycin use karke dekhein
Sir knife ya blade se kate hue nishaan no scars cream se sahi ho sakte h kya plzzz tell me sir
ji haan prashansa ji aap use karein fir hamein batayein …ham aapko doosre nuskhe bhi bata denge
Sir mere hand p blade k nishaan h nd meri engagement bhi ho gyi h or shadi bhi 4-5 month m h nd in nishaano ki wajah se mujhr bhut problem hogi toh plzz sir tell me k no scars se 3-4 month m nishaan hat jaayenge kya…ya fir koi dusri cream jisse 3-4 month m ye nishaan hat sake
ji haan aap no scars use kar sakti hain
sir me no scare use ke ra hu …muje asar bhi ho ra he me yadi eska use karna chod dunga to meri skin kali to ni hogi ….plz muje bataeye ki me esko use karna chodu …..
aapka jab tak man hai aap use karein matlab aapko fayda hota hai to karein nahi to band kar dein
Band mat karna Bro warna mere jaisa hall ho jayega mai aayna dekhne se darta hoo akele room me bath kr rota hoo meri girlfriend mujse aankhe nahi milati hai. Bahut pachta rha hoo ek. Saal se bade bade pimples niklte aatee hai aur bahut dard hota hai mat chodna ise
Hii sir main ye cream use karna band kr diya hoo ye side effects kr gyi hai
Bataiye mai kya kru
Dono gaalo pr pimples ke kaale daag ho gye. Hai bade bade
Aur mai vitamin e capsule and nimbu ka mishran lagata hoo
Aur bade bade pimples niklte aatee hai aur kafi dard bhi ho raha hai kya kru
rahul ji aapki main problem daag hai ya pimples
Sir daag to nimbu aur vitamin e ka mixture se thik ho jayega
Aap
Ye btaiye ki ye bade pimples kaise roku please
aap pimple hote hi fusidic acid yukt cream lagayein pimple nahi ho payega..aur kuch din saafi peeyein
Dekho bhi Mai aap ko dusara cream bata hu
Skine shine lagao aur dekho es ka phayada
sir maine no scar cream use ki usse mere color m bhot effect aya tha but use chorne k baad mera pura face red pad gaya tha redness to dhere dhere gayb ho gai but itne dino baad bhi mera jo real color tha cream use krne s phle wo vaps nhi aya h skin or kali padti ja rhi kya kru plz btaiye kya mai no scar cream dobara use kr skti hu ya mai apna color kaise shi kru plz uske ly kuch or sugst kr dejiye … thank u..
vaishali ji aap cream rok kar chehre par rojana din mein 2 baar vitamin e oil aur nimbu ke ras ka mixture lagayein..agar cream se fayda hota hai to aap use bhi use kar sakti hain
thank u sir…Mere facel cream s bhot efeect aya tha cream dobara use krne s koi problm to nhi hogi ?? ya mai dermatologist ko dikha k use kru?
aapko fayda ho raha hai to acchi baat hai ji haan dermatologist ki salah le leni chahiye
hi sir …eska phayda t he mager kyaes cream ko chorne ke bad nuksan ho sakta he…
Sir meri skin bahut kali he Kya me ye cream use kar sakta hu
ji haan
Hi Sir…
Mai abhi abhi ye creem use Karna chalu kiya hu…
Mai hamesha din me do teen ghante dhoop me rahta hu… Aur mere screen pe koi dag Nani hai par Dhoop me rahne ke wajah se, thora sa Kala Ho gaya hu … Isliye ye creem use kar raha hu… To aap please sir, bataye ki is creem ko kaise use karu…
Jesse ye creem khareeda wo iske sath Isi company ka face wash Bhi de Dita haI…
aap use karein
hii …sir mai bhi ye cream 1 year s use kar rhi hu par abhi 1 week se use nhi kar rhi hu is karan mere face pr dubara pimpels ho gya hai meri skin bhut oily hai to mai ab ye cream waps use karun ya nhi plz… tell
yadi aapko fayda hota hai to karein preeti ji…saath hi aap din mein 2 baar anti pimple face wash se bhi apne face ki safai karein taaki jayada oils aapki skin se door hon, pores saaf rahein jisse pimples hona kam ho sake
hay….. sir mai bhi is no scars cream ko kafi time se use kar rhi hu par jab tk use kar ri hu tb tak to face thik hai 2 days s use nhi kar ri to face whi pimpel chotte chotte red dane ho gy hai skin bhi bhi oily ho gyi hai aise mai kya karun btaye…
aap skin ko oil free rakhne ki koshish karein aur aisa aap samay samay par oil free face wash use karke kar sakti hain
Comment:sir me no scar crem use kar rha or sir iseke nahi lagane par koi dusri crem use are ya nahi
waise jarurat to nahi hai
Meri skin bhut dark thi maine usko 3 month use kiya or meri skin bilkul nikhr gai or fir maine use krna bnd kr diya
2 year ke baad meri skin fir vse hi ho gai
Fir se use kr rha hun pr koi fark ni pad rha hai us time price bi or the kya ab crem me milabt ho gai hai kya ..or subha fir face pr kya lagana chye btao plz
cream acchi hai aap rojana skin par honey aur lemon juice lagayein isse bhi nikhaar aayega
Sir mujhe three years se pimple ho raha hai maine do se teen cream use kiye lekin khatam nahi hua isliye maine Creek use karna band kar diya sir aap hi details me bataye ki no scars creem lagane se khatam ho jayega aur kitane dino me
No Scars cream ka use karne ke baad usse chhodne par koi skin problem to nahi hogi?? Like skin ka dark hona ya pimple problem!!
nahi gausiya ji aap use karein
no scar cream Chehre par purani chot Ke Nishan ko Sahi karti hai
agar bah ek gadda ban gaya ho to
Hi dost sir me bhut Kala hoo moje no scar cream ko lagana chai kya
ji haan fayda hoga
Sir fayda hoga Kya sir app whatsapp no. Bhejo
sir mujhe batayen koi galat react to nahi hoga
chere per purana chot ka nishan hai cut lag raha hai no scar cream se kuch hoga ya nahi
haan dev ji no scars se nishan door hoga
koi galat react to nahi kar dega suvens ji
aap skin test karke dekh lein….haath par kuch der lagakar dekhein ki koi reaction to nahi kar raha
sir hm no scars ceam use kiye to kuch nhi hua but 4th day use krne pr jalan hone lga sir btaye hm use krna chhor de no scars ya use krte rhe actually sir hm accno fight face wash krke phir use krte the no scars kya kre sir kise chhor de use krna face wash ya no scars
yadi jalan kar raha hai to use mat karein
sir nm 3 din use kiye 4th day aaisa problem aaya sir plzzz tel me fast
sir aaj mujhe 7 days ho gaye lekin 7% ka bhi asar nahi hua to aap kuch batayenge no scar cream price (150) Rs hai fayda karegi ya nahi
sir ye comment main sab kah rahe hain chodne ke baad or bekar chera ho jayega kya ye sahi hai
lekin comments mein kayi logon ne tareef bhi ki hai aap 15 din try karke dekhein
or chot ka nishan bachpan ka hai age 19 ka hun use nahi karun ya karun kyoki main market se le aaya hun
Hi sir mere face pe bahot pigmention broun dag hai 6 year se bahot se Dr.ki tretment liya jab dawai chalu rahti tabtak thik badme jaise they waise hi dag dikhna lagtey abhi 2 month se Maine no scar cream lagana suru kiya dag to kam dikhne lage Lekin puri tarahse kam nahi ho rahe hai aur thoda dag pe red dikhta hai kya ye cream hamesha chalu rakhni padegi aur band kar di to dag firse aayenge kya pls reply
jab tak aapko fayda hota hai aap cream use karein baad mein hame results batayein …nahi to ham aapko gharelu nuskhe bata denge
sir koi bhi fayada nahi hua aaj 10 ba din ho gaya din main 2 baar lagata hun
no scar cream ko
Sir mere muh pe kuch daag h to btao m Kya kru
aap no scars istemaal karke dekhein
sir koi fayda nahi ho raha
dosto no scar se kuch fayada nahi ho raha hai
hi sir i am alredy use this cream but can i use bleach on my face at now in day time beacuse i use this cream in night time
yes you can
hii sir mujhe no scar use karte karte 18 din ho gaye kuch fayda nahi hua khatam ho gaya ek baar fir try karoon
hello sir mere chehre pr ek daag ho gya toh woh remove kaisa hogaa
aap no scars cream regular use karein
Sir, kuch din phle Mera face injured ho gya Tha bike bike accident SE to face PR SE marks htane k lye mne is cream ko use Kya 3 din phle but jha jha face injured hua Tha bha PR skin red ho gai hah or ask 4 din ho gye abh to red hah.So just tell me what can I do to remove redness on my face skin!!!
logon ne bataya ki regular use karne se redness door ho jaati hai aap comments mein read karein unka experience
Plz don’t use thik cream if u will use cream u will get fair but u will leave this cream u will be black face colour and pimples more side effect thiso cream cause skin cancer in your face plz don’t use dear if you will use any fair white glow product for face discuss doctor …doctor suggest best cream for u without side effect soon plz don’t use this cream
But sir cream lgane SE phle normal SE hi marks the injured jgaah PR or cream late hi normal marks red ho gye or ab to dheere dheere black hote jaa rhe hah. Please tell me other thing instead of this cream, like natural remedies!!
aap rojana din mein do baar nimbu ka ras aur vitamin e oil ko milakar nishan par lagayein kuch hi dino mein fark najar aane lagega
meri skin red hone lagi han sir….muje kya karna chahey..
kuch log kehte hain ki is cream se pehle skin lal hoti hai fir theek ho jaati hai
hii sir no scar cream use karte karte 26 din pure hue 2 cream khatam cream chod du ya koi nayi cream bataynge
Hlo
Meri skin winter me zyada dry rhti h aur summer me kam dry..toh aur skin pr pichle kuch salo se kale dabbe pde hue h ..toh maine abi kal he no scars cream aur facewash use krna suru kia hai..
Toh my question is..ki sir /mam j theek rhegi na mere liye???
(For little dry skin)
ji haan sumit ji aap istemaal kar sakte hain
Sir ye kon se skin ke liye perfect h???
ye sensitive skin ke alawa har skin ke liye acchi hai
Sir abhi ek saal pehle maine no.scars cream use ki thi …sir maine isko lagbhag 8 se 10 din use kiya tha..sir maine inko gaalo per lgaya tha…aur kuch dino baad uss jagah se papdi utarne lagi thi aur…wo jagah white ho gayi thi..fir maine cream ko use karna band kar diya tha…sir kya maine sahi kiya tha…meri skin oily ha I..
aapko suit karti hai to aap ise use kar sakte hain fahad ji
sir mere face pe khadde pr gaye h me kiya kru pllz koi cream batao
Hiii ji
Kya mere chehre se is ke istemal se
Dag or pimple khatam ho jayenge
Or mera chehra gora ho Jaye ga
Kyu ki mujhe apni GF KO imparess Karna hai..
Ye kitne Dino baad apna asar dikhaye gaa….?
aap istemaal karein kuch din accha lage to kuch hafte
Sir mere chere per muhaso ke Nisan the Jo kale pad gaye hi aur no scar cream use karne per un kale dhabo per se papadiya chod rahi hi kya isko use kar sakta hu
aise mein users cream use karne ki salah dete hain aap use karein yadi fayda ho raha hai to
Hello sir, meri face sun ligh(dhoop) m jyada rehne se dark ho gya h..m fair hone k liya kya kru??
aapko skin ko dhoop se bachakar rakhna hai aur din mein 2 baar vitamin e oil aur nimbu ka ras milakar face par ek ghante ke liye lagakar rakhna hai accha hoga ki aap raat ko sone se pehle lagakar soyein
Hi sir maine no scare cream 1 months use kiya skin gora hua fir red hone laga maine band kar diya use karna ab skin kala ho raha hai muje iska upay batao sir plz ??????
No scare cream use karne se pahle gora tha ab kala ho raha hai skin…muje pahle jaisa karna hai skin upay batao sir. .plzzzzz
aap vitamin e oil mein nimbu ka ras milakar din mein 2-3 baar lagayein skin pehle jaisi ho jaayegi
Sir raat ko vitamin e oil mein nimbu mix laga skte hai aur laga kar kitne time thak rakne hai
kam se kam ek ghanta
Red hoga sir skin use karne par
noor ji log kehte hain pehle red hota hai baad mein sahi hone lagta hai
Sir vitamin e oil limbu se kitne din me pahle jaise hoga sir … apka nomber do plzzzzz plz
kuch dino mein ho jayega
Sir abi mera skin bahot kala dik raha to mai kuch din use kare chhod dunga sir chhod ne bad kya karu sir batao
Chhod ne bad kala nahi ppadna chahiye sir batao sir plz
kayi logon ne kaha ki pehle laal skin hoti hai lekin regular use se wo gori hone lagti hai aap oopar comments mein padhein ki logon ne shuru se kya likha hai
Sie no scare rat me lagne ke bad kanda face wash karna chahiye sir plz call me
ji haan norr ji
Sir mare skin pa dag ha vo clear karna ha bus ma phale sa he gore hu bus khus dag ha jo acha nhi lagta please boto ke ma kon c cream use karo please …….
cream nahi aap vitamin e oil aur nimbu ka ras milakar skin par lagayein kuch dino mein daag door hone lagenge aisa din mein 2 baar karna hai
But sir nimbu lagana sa bot red skin ho jate ha or face pa nimbu lagta he bot jalta ha please any other way
manpreet ji vitamin e oil nimbu ki jalan aur irritation ko khatam kar deta hai
But sir mare eye be bot red ho jate ha
wo kisi aur karan se hoga manpreet ji
Sir mere ringworm hua Tha…..body me bi n face me bi….Puri body se to uske spots chle gye h…bt face pr black black line si bn gyi h…so plzz btaye ki Mai Kya kru…Mai bht presan hu…plzz give me solution
aap vitamin e oil aur nimbu ka ras face par din mein 3 baar kuch dino ke liye lagayein
Sir vitamin E oil ke kya fayda hi
bahut saare fayde hain skin aur body ke liye ye ek antioxidant hai jo aapko lambe samay tak young rakhta hai , cancer se bachata hai, skin ko fair aur glowing banata hai, dimaag ke functions behtar karta hai aise hi aur bahut sare fayde hain
Sir is cream ke sath day me koy dushra cream use sakta Hu
ji haan bhavesh ji
Agar Maine cream kuch mahine use Karne
Ke bad use karna band Kar Diya to koi
Prasani to nhi hogi
nahi arvind ji
Hii sir
Sir mere face per kuch pimpal ke nisan he or muhase bhi he to sir me Is produt ko use kru ya nhi
aap try karke dekh sakte hain yadi suit kiya to kafi fayda hoga
Or ha sir kya isse face ki papdi utar ti he
Sir mara face phale sa bot jada kala or dag ho gai ha ma glow care complexion cream homeopathic used kar sakte hu is sa mara face kkharb to nhi ho jaiga iska koi side effects to nhi ha ma jab cho is cream ko lagana char sakte hu please reply
aap try karke dekh lein ek baar
Mtlb ager kharb ho ge to fir kya karo ge sir ma
yadi aapke man mein shanka hai to try mat karein aur gharelu upay use karein
sir mai 3 month use kiya no scar cream fayda huua but kuch dino sa lal dane nikl rahe hai to mai no scar cream use karu ya na karu
aap ek baar use karna band kardein
sir mere face PR kaale RNG k burn hue k daag h or pimples k Nissan bhi kya m no scar use kr sakta hu
hi haan bilkul
mare skin par deep dark spots me bahut pareshan hu 2 years se dark spots he which is a best solution for me?
aap vitamin e oil aur nimbu ke ras ka mix din mein 4 baar lagayein
Sir ye no scar cream h iski koi nakli copy ati h ky market m but ab pta nhi use koi fark nhi pd rha bhut preshan hu sir agle month m meri sadi hone wali h sir plzz achi s asa formula btay jis s jaldi s meri scin phle jasi ho jaye ab ise lgau ya na lgau sir ap hi btay konsa for mula use kru aur aur jo ye vitamin e oil aur nibu ka rash ka oil kha milega ky isse koi fark pdega ye lgne s mujhe acha sa formula btay desi formula mujhe shoot nhi krta koi acha sa medicine treatment .Btaye sir request sir plzzzzz apka mess ka wait kruga reply u sir ji
vitamin e oil medical store se mil jayega…isse rang saaf hota hai aur daag dhabbe door hote hain…..lekin yadi aapki skin jayada oily hai to isse use mat karein …aapko ek baar dermatologist se mil lena chahiye taaki aapki skin ki ek baar jaanch ho jaaye
No scar cream lagane se kucha Side effect nehi hue mujhe par use chod dene De Face kali pad rahi He To Mean keshe chodu isa cream ko aur kya karu jo pehele bali skin tone pane k liye plz batayege..
aap use band kar dein aur kuch din aloe vera lagayein nimbu ka ras milakar
sir me ne no scars use kiya only 2 days meri skin red pad gayi or chamadi niklane lagi sir ye sahi kese hogi
mayank ji oopar comments read karo kuch log keh rahe hain ki ye sahi hojayega
Comment:hii sir mere chehre par kafi sare Baal hai koi aisa upay bataiye ki jindgi bhar ke liye anchahe balo ko hata saku
uske liye dermatologist se milna hoga
no scars use kru ya band kar du
aap ek baar rok dein
sir mane no scars cream 4 month use kiya fyda huaa bt kuch dino sa lal dane nikl rahe hai or wow thek niii ho reha hai aab mai kya kru plz reply
ek baar cream band kar dein aur aloe vera lagayein
Sir anti makes ka side effects hote he sir
Sir mare skin me pimples ke karane dag ho gye he to ky sir anti marks thik ker dega sir plz sir kindly reply sir
ji haan aap try kar sakte hain
sir mane 4 month no scars cream use krne ka baad chodaa to face mai pimple aa rahe hai or kala daag ho gya aab mai kya karu plz reply me
aap rojana face par nimbu ka ras aur vitamin e oil milakar din mein do baar face par lagayein
Sir mere face pe kuch black nishan hai or pimple b hotey hai nishan khtm ni ho rahe to mujhe kya karna chahiye
nishan ke liye rojana face par multani mitti mein nimbu ka ras, gulab jal aur tamatar ka ras milakar
Sir mne ek bar no scar use kr li but phle face clear ho gya tha aur clean bhi but ab mne fir s no scar kream use ki ab us se koi fark nhi pdta aur lgate hi marks lal ho jate h nishan nhi chodte sir btayi m ab ky kru m apne face s kafi preshan ho gya hu bar bar chote chote pimple khi na khi ho jate h ky kru sir koi acha sa farmula btay
Hello sir
Meri skin par dard spot he kaise mitaya Jaye or pigmentation jaisa he or skin par kale dag ho jate he to mujhe koi solution bataye pls
aap din mein do baar nimbu ka ras aur vitamin e oil barabar matra mein milakar laayein
Sir mere Chehre Pe chechak Ke Daag hai Kaise hataye plizzz sir kuce Bataye
सर;
मेरा नाम ध्यान सिहं है मेरे चहेरे पर दाग है मेने नो स्कार का इस्तमाल किया लेकिन कोई फर्क नहीं पडा
aap daag hatane ke liye nimbu ke juice mein vitamin e oil milakar lagayein din mein 2 baar…kuch din aisa karne se daag door hojayenge
Sir ;
Reply jarur kare kiuki me bahut pareshan hoo
sir no scar chorne ka baad dane nikal rahe hai mane 20 daya vitamin E oil or nimbu ka ras use kiya bt thek niii ho rahe hai kalaa dag ho gya aab mai kya kruu plz reply me
aap abhi kuch mat lagayein…face ko saaf rakhne ki koshish karein
Hi sir mai no scare use karta hu par pimpal ate hai 1 kam hota hai to dusra ata hai
Sar mere chahare Miami kale dape or juriya sane lage hain kya karna sahi rahega Jo nuksan dayak NSA hoo
Sir no scar cream 2 coler me ata hi kya ak baat Maine cream liya tha to o Lal tha for Maine usko use kiya fir badme dusra cream liya o whit hi usko lagane se chehra Lal ho gaya hi kya karu
iska jawab ek visitor ne comments mein diya hua hai
I have a pimples problem I don’t want to use more cream product so plz tell any medicine for pimples clear
use clindamycin gel
Sir mere face pe 6 year se chot orr taanke ke nishan h to m ye use karu vse m ab scar sensi gel us kar raha hu kuch kuch nishan feeke h but muje lagta h isse kuch ni hoga to sir ap btao kya karo help me sir
sir mene criem to use nahi kiya . pr me melaj criam laga rahaa tha aur meri skin kali padgai aur pimples ke daag bhi aur kale hogye plzz upay bataye
aap nimbu ka ras aur vitamin e oil milakar din mein do baar face par lagayein
Hello sir and friends meri skin summer me thodi oily and winter me thoda dry mere chehre per pimples k bahut sare dag aur gaddhe v ho gaye hai .kiya karu sir Jo daag dhabbe mit jaye
Sir me bhi bahut kala hu aur dag dhabbe bhi chehra pr hai but me ye no scar cream ks use kiya tha bahut hi acha rejult diya but mere aakho ke pass lal nisan pad gye the……to me ab no scar cream ka use nhi krna chata hu…..to sir koi esa cream ka nme batiye jo face ko clean bhi kre aur lala nisan bhi na de
Mere chehre pe muhase ke kale nisaan h aur chhote chhote dane bhi hai isliye mai no scars cream use kr rha hu 4 din se .
2 din tk kuchh nhi hua bt ab jb apne face par lga rha hu to bahut jalan ho rha h …….kya ye side effect h auR mai cream use na kru ??????
ji haan aap use na karein
Sir maine no scars use kiya tab koi problem nahi hui lekin isse band karne ke bad mera face kala padne laga h bataiye sir main isse dobara use karu kya
ji haan
Ish cream ko use krna bandh krne se skin Kali Kyu padhti h..what the reasons..sir rply
iske bare mein oopar comments me padhein
Sir i used no scar cream last 1 month but now i leave it because my skin is so dark spot sir pls tell solution for remove dark spot
mix lemon juice with vitamin e oil equally and apply the mixture twice daily to get rid of those dark marks
Hi sir muje no scare use karna band karna hai to. Kaise band kare tarika batao sir
Muje puri Tarah band karna hai sir upay batao sir chide k bad kala nahi pada chahiye sir
Mixture kitne time tak laga rahana chahiye aur kya ise rat me used kar sakte hai kya?
ji haan manisha ji
Sir meri eyes ke niche dark circel ho gye h to sir main inko clean karne ke liye kya karu
rojana raat ko 10 badam pani mein bhigo lo…morning mein ek glas doodh ke saath unko acchi tarah e chaba kar khao…15 din mein hamein aar batana
Hlo sir…. Mene two months no scare cream use ki uske baad shod di to mere face pr shote shote dane nikal aya h wo ja hi ni rhe… balki jada ho rhe h…. main gori to gey thi but shodene k baad face ka color pehle se b bekar ho gea h… face k dekhne ka b dil ni krta…. plz solution btaye………
sir mere fesh per pimple k gadde ho gye aur white dane bhi ubare hi main kya karo plese sagge to me
Mere dark circles bahut hai…kya me ye cream use kar sakti hu?…
eye mein dark circles hain to 10 din tak 15 badam raat ko bhigokar subh doodh ke saath khaiye fir batana
No scar cream pahle use karta tha to sahi tha but jub se thandi pad rahi tab se iska side effact najar aa raha hi chehra laal ho ja raha hi kya karu bataiye
ek baar use band kardo aur raat ko cold cream lagakar so jao
Vitamin e oil aur nimbu ka mixture face par kitane time tak rakna hai
sir mere face pe black dag h kese saf karu kya no scars acchi cream h kya mene suna h ise use karne ke bad agr chod de to face fr se pahle se jada black ho jati h plz sir shi jankari de tbhi mei ise use karungi plzzzzz sir
daag ke liye vitamin e oil aur nimbu ka ras ka mixture sabse sahi hai……hafte mein 3 baar baking soda se exfoliation bhi kariye
sir no scars cream ko use karne ke bad ise chodne se black kya sach me hoti h
ho sakti hai
ye cream bahut bekar hai mera pura face kharab ho gaya hai plz. don’t use
I have dark circle under eyes. I applied No Scars cream continuously for 4 days, I feel burning and some rashes around my eyes. Should I stop using cream? Kindly advise.
latif yes you should……..and eat water soaked almonds for 15 days to get rid of those circles and apply almond oil on your eyes before heading towards your bed everynight
Is cream ko meine 3 din use kiya but mera face thoda kala padne laga kyo??
aap ek hafta use karke dekhein
But face kale jaisa kyu lag raha h
3 din me aisa h to hafte me kaisa hoga
opar comments mein ek user ne likha tha pehle face kaala hua fir rang saaf hone laga…aap aisa kariye ki koi doosri acchi cream use karein
Aisa kyu ho raha hai kuch bata sakte h
Hi sir mai no scare cream use karna chhotna chahta hu mai 6 month se use kar raha hu plzzzz muje batao sir kya karu puri Tarah band karna chahta hu
Sir vitamin oil nimbu kitna time tak skin pe rahne de
kam se kam ek ghanta
Dear sir,
mere dono galo pr dark circle ho gai h, or ye or teji se bad rahi h to aap muje isko rokne ka ya bilkul khtam karne ka koi upaye bata sakte ho. sir plz. reply me
aap rojana subhe bhigoye hue 15 badam doodh ke saath khayein aur badam paste mein nimbu milakar dark circles par lagaiye
Hi sir mai use karna band karna chahta hu to kaise band karu normal ski chahta hu band karne tarika batao sirl plzzzz
Hi sir mai use karna band karna chahta hu to kaise band karu normal ski chahta hu band karne tarika batao sirl plzzzz
aap band kardo bas
mai 1 sal se a cream use kr rhi thi bt 12 din hua h chore huye mere face pr bahut sari 6ote 6ote pimples aa gye h or aankho k niche or face pr kalapn aa gya h to mai kya kru..aap apna cream niklte Smy ku6 to iske side effect k solution nikale honge to btayiye taki side effect v khtm ho jaye or dobara koi side effect v n ho aapke solution se..plzzzzzz. .aap bta do meri shadi 20 din bad h or av meri face bahut ghtiya ho gyi h to plz koi A6i si bina side effect wali solution btayiye
Sir no scars cream use kar raha hu nice cream but face red ho jata ha to kush solution bta do plz
aap olay ki cream use kare
Sir mere face par dark spots h pimples ke so can I use this cream
olay total effect use kijiye
meri face me pimples k daag hai agar main vitamin e capsule k oil aur nimbu ki juice lagaungi toh kuch side effect nahi hogi na
koi side effect nahi hoga
puri face pe lagaun ya jahin pe daag wahi pe
poore face par nahi to face patchy ho jayega
Mere chahre pr nose par aur thodi side me chaya pad gai thodi thodi to m is cream ko use kar skta hu sir
ji haan kar sakte ho
Halo sir my name is paras , sir mera scin half oily and half dry hai to mai no scars cream use kar sakta hu kya ???
aap kar sakte hain ..saath mein aapki combination skin ke liye face wash layein aur use din mein morning aur sone se pehle use karein
Sir mera chehre pe pimple ka chota chota kala gadhaa ban gya hai use mitane ka kuch madicle upay btayie sir
Jisse mere chehere pe pimple ka kala gadha wala nissan mit jaye
Sir pure chere pe pimple ka gadde ban gye hain koun sa cream lagaun
sabse accha ho ki aap dermatologist se treatment ya therapy lein
sir mere pure chare par pimple ke gaddhe ban gye hai gaddhe mitane ka cream bataiye sir
aap ek baar acche dermatologist ko dikhaye …bina dekhe ham cream nahi bata sakte
Mai abhishek sir mere face pe bahut sare pimples ho gaye hai or iske daag bhi bahut ho gaye hai is se mera face black ho gaya hai. plz sir mujhe bataye ke mai kya karu
pehle oily skin ko saaf rakhiye ..fir aap koi acchi anti scars cream rojana istemaal karein jisse chehre se daag dhabbe door hone
mera face no scars kagane se kharab ho gaya
ho sakta hai aapki skin sensitive isliye iska use band kar dijiye
Sir me phli Baar no scars use karne Laga ho kyu ki meri skin par pipmle ke black dag hai to yeh mere liye thik hai ki nahi btya do mujhe meri skin chyad Oli hai mujhe btya do use karna thik rhya Gaya ki nahi
aapki skin oily hai to aap try kar sakte hain waise aapko lemon aur baking soda se scrub karna chahiye..uske baad moisturizing cream lagani chahiye..face ko clean and clear rakhna chahiye jo ki face ko kisi acche face wash se dhokar aap kar sakte hain din mein 3 baar means morning afternoon aur night before bed